Naya bars hai, Naye bars men har ik Lamha ujaaL rakhna
Ab aisa karna kih diary ke sufaid kaaghaz sambhaL rakhna
Khudaaye-bartar tumhare jeevan se hijr-o-wehshat ko door rakhe ,
Tamam subhen, tamam shaamen, tamam raaten wisaaL rakhna,

Post a Comment
Post a Comment